



















|
|
Aisi apni Wife ho..................
> 5'5" jiski height ho,
> Jeans jiski tight ho,
> Chehara jiska bright ho,
> Weight mein thodi light Ho,
> Umar me difference slight ho,
> Thodi see wo quiet ho,
>
> Aise apni Wife ho.
> Sadak per sab kahe kya cute ho,
> Bhid me sab kahe side ho, side ho,
> India ki paidaish ho,
> Sas ki seva jiski khwahish ho Aisi apni Wife ho.
>
> Haath me garam chaai ho,
> Dinner candle light ho,
> Dono me na kabhi fight ho,
> Milne ke baad dil delight ho,
> Hey prabhu teri archana uski life ho.
> Yeh kavita padhke sab kahe "Guru, tum right ho",
>
> Aise apni Wife ho.
> Kaash yeh concept 0.0001 percent bhi right ho
> Agar aisi apni wife hoto kya hasin life ho
> Har kisi ki yahi farmaish ho kudrat ki bhi aajmaish
> ho
> Khudah ke software mein bhi bug ki na gunjaish ho
> Ay kaash, kahin to ek aisi paidaish ho
> aisi apni wife ho. Enjoy Life.......................
>
|
|